Kaagaz ki bani ,kalam gaddar
Syahi na jaye panno ke par
Aur log pochatey hain ,
Aur log pochatey hain ,
Ki tum likhtey kyun nahi
Bekhudi se nikal
Ayi mein hoshwaloan ki kagar
Sukhe asu, jhootey armaan
Na koi arzoo, na koi intezar
Aur log poochatey hain,
Ki tum likhatey kyun nahi
Roothi nazamien ,naraz hain alfaz
Kaise bunu mein, abb lafzo ke jal
Aur log poochatey hain , ki tum .......kuch likhatey kyun nahi?
-Yours sincerely , Clueless
PS: While i thought i was over poetry and can no longer compose , this(above) happened .
Bekhudi se nikal
Ayi mein hoshwaloan ki kagar
Sukhe asu, jhootey armaan
Na koi arzoo, na koi intezar
Aur log poochatey hain,
Ki tum likhatey kyun nahi
Roothi nazamien ,naraz hain alfaz
Kaise bunu mein, abb lafzo ke jal
Aur log poochatey hain , ki tum .......kuch likhatey kyun nahi?
-Yours sincerely , Clueless
PS: While i thought i was over poetry and can no longer compose , this(above) happened .
4 comments:
My sentiments! exactly!! :)
Beautiful as usual..
"Na koi arzoo, na koi intezar"
wah wah...
but still, mein poocheti hi rahoongi ki tum kuch likhatey kyun nahi..
No words... truly very nice.
@Mishti : i know a writers plight it is
@RT : Tum poochetey raho aur mein likhati rahungi
@MiniY: ahh wordless-ness is good , thx
Post a Comment